|
* Jab hote the hum kunware , kehte the dost sare *
Jab hote the hum kunware , kehte the dost sare
Teri bhi hogi shadi, dekhna are oh pyare
Kursi pe beith kar yu, jayega aise dar yu
Baration mein baithe tujh par hanse ge sare
Phir dekhna yun kaisa yaad ayega zamaana
Jab jaib mein tha jata sara tera kamaana
Kuch salon ki ye tension, lagjayegi yu pension
Dil hoga tera jawan par, Shaqal se lago ge nana
Phir dekhna yun kaisa yaad ayega zamaana
Jab jaib mein tha jata sara tera kamaana
|
|