|
* Taxi chala ke dekho kitna paisa hei ye banaya *
Taxi chala ke dekho kitna paisa hei ye banaya
Phir pakistan mein kothi mei lakhon hei ye lagaya
Bache to padh rahe hein, itna to kar raha hoon
Paisa kamane ke liye, khoon pasina hei ye bahaya
Phoopi ke ya ho baite, mamme ke chahe puttar
Bithana nahi hei Mufte mein, chalo ab nikalo karaya
|
|