Sumandar bhi chahe to Pyaas Meri Ab Bhuja nahi sakta Ilawa uske zindagi mein Koi Ab aa nahi sakta Usse kehdo ke itni berukhi Karne ka faida nahi koi Jitna bhi usse bhoolna chahoon Mein Bhula nahi sakta