donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Wakas Mir
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Awaaz kitni badhi hei naimat *
Awaaz kitni badhi hei naimat
Ye to bass wohi hei samajhta
Jo ke bolna kuch bhi chaahe
Par kuch bol na ho wo sakta

Jiske alfaaz zubaan pe uski
Aakar dam yun tod jayen
Dil mein uske raaz kya hein
Wo kabhi khol na ho sakta

Iss awaz ka karo shukr tum
Saari dunya jaha ke rab se
Jo ke deta ja raha hei mohlat
Tumhe na jaane wo kab se

Jo kaho wo sirf ho wo acha
Karo khush Khuda ko apne
Uske ziqr mein din guzaaro
Karo kam gunah tum apne

Ao WAKAS tumko mein bataon
Qeemat kya hei iss zubaan ki
Ik taraf hei awaaz ki ye naimat
Ik taraf har naimat is jahan ki
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 322