donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Wakas Mir
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Ab so le tu bhi zara araam se *
Ab so le tu bhi zara araam se
tujhko fursat milti kaha thi kaam se

ye waqt aata hei sab pe aur ab dekho na
ankhein band kiye leta hei tu to shaam se

dunya mein jamah ki daulat kia tere kaam aayi?
kya waqif nahi tha apne tu iss anjaam se

kya tuje pata hei ke tere sath kya hone wala hei
jage ga na kabhi jiss se, aisi gehri neend tu sone wala hei

ab zameen mein dekhna aise tu utara jayega
ke har koi tujhe dekh ke aise kanp jayega

wo kahega ye ae khudaya dil kisi ka na ab mein dukhaonga
hoga zara sa door tere thikane se aur sab kaha bhool jayega

jinse acha kia tune wo to dua denge tujhe
jinka dil tune dukhaya kya unko yaad tu ayega?

ab bhi waqt hei sanwaar le tu aakhrat apni
kam kar le khudara ye daulat ki chahat apni

koi kaam nahi aayega tera bangla ye ghadi teri
aakhir mein wakas chaar kandhon ki hi to hogi sawari teri

Chota sa tha mein tab se, tumne behlaaya mujhko
Kya acha aur kya bura hei, farq ye bataya mujko

Mushkil thi jab bhi aayi, meri janib mere Khuda se
Rehmat thi wo ban jaati, meri Maa teri dua se

Jab bhi dua di Maa ne WAKAS, tumhe zindagi ki dua di!
Iske badle mein dekho tumne, Maa qabr mein daba di?
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 351