donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Wakas Mir
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* ye abba jo humhare hein, ye abba jo humare hein *
ye abba jo humhare hein, ye abba jo humare hein 
kehte hei humse roz ye, chote tumne ye bigade hein 

bache jo nikle haath se, baat karte hein pehle laat se 
mera qusoor hei nahi, qusoorwar issme sare hein 

bachon ko jab chutian mile, le bahir jana chahiye 
humare chote chutiya juti khake hi guzare hein 

bhai nau saal ka ye kahe, mobile mujh ko chahiye 
har saal apni list ko, wo aise hi badha rahe hein 

dosra to phool phool kar yu kadu jaisa ho gaya 
cole ko pani roti ko hawa, samajh ke khate ja rae hein 

choti behan ka ab kya kahoo, susti hi susti chahi hei 
school jane ke waqt bhi, khwaab unko aate jarae hein 

teesre ki kya mein baat karon, unka kuch aisa haal hei 
bilawajah dhote hein haath, atharwa ye saal hei 

bachon ko bachpan hi se yu, had unki batani chahiye 
ab dekhiye sar humara, wo kaise khate ja rahe hein 

kuch apne bare mein bhi humein, kehna zara sa chahiye 
london mein achi job thi, oslo mei dhake kha rae hein 

ye abba jo humhare hein, ye abba jo humare hein 
kehte hei humse roz ye, chote tumne ye bigade hein
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 296