* Tumne zindagi mein aakar dunya ko haseen bana diya hei *
Tumne zindagi mein aakar dunya ko haseen bana diya hei
Pyar kis shai ka naam hei, mujhe tumne sikha diya hei
Mein shayad kho hi jaata, agar hota na saath tumhara
Muhabaton ki manzil ka tumne,mujhe rasta dikha diya hei
|