donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Wakas Mir
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Jinki Eik Jhalak Ke Waaste, Ye Aankh Bechain Se ho Jati Thi *
Jinki Eik Jhalak Ke Waaste, Ye Aankh Bechain Se ho Jati Thi 
Ab Aise Milte humse hein, Na Jaan hei Na Pehchaan Hei 

Jinke Hone se zindagi ka har pal, Khush.haal sa yu ho jata tha 
Unki Berukhi se wo pal to kya, Ye Zindagi bhi ab viraan Hei 

Unhe ye to bata de ja kar koi, na cheene wo apni yaad ko 
Iss bhatke musafir ke paas to ab, Yehi reh gaya ik samaan Hei 
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 362