donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Yahya Jasdanwalla
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Jahaa.N ban ban ke aas dil kii TuuTii jaatii hai *
Jahaa.N ban ban ke aas dil kii TuuTii jaatii hai,
vahii.n qismat kha.Dii bechaaragii pe muskuraatii hai,

Gham-e-ulfat ke haatho.n jo miTaa be-aasaraa ho kar,
usii paamaal-e-Gham ko haaye ab duniyaa sataatii hai,

kahaa.N rahataa hai qaabuu phir dil-e-naakaam par mujh ko,
ke jab rah rah ke tanahaa_ii me.n terii yaad aatii hai,

havaa-e-Gham kaa muntazar huu.N vafuur-e-shauq me.n 'Yahya',
magar ab dekhiye un kii tajallii kyaa dikhaatii hai.
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 375