donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Yahya Khan
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* * Tere aaney ka intezar kiya, *
* Tere aaney ka intezar kiya,
Rayegaan Mausam-e-bahaar kiya
( Rayegaan-waste)
* Aaeena ham ko munh chidataa hai,
Kis zamaane ka eatbaar kiya
* Dil pe hai bojh teri furqat ka,
Jaan pe duniya ka gam sawaar kiya
(furqat - remembrance)
* Toot jaaye jamood e nazzara,
So, nigaahon ko ashkbaar kiya
(jamood - Stagnation, ashk,
Tears, askbaar- full of tears)
*Dasht-e-tanhaayee mein charagaan kar,
Umr bhar jashn-e-yaad-e-yaar kiya
(Dasht-Forest, Charagaan - Lighting)
*Ham ne bhi naasehon se tang aa kar.
Mazhab-e-Ishq Ikhtiyaar kiya
(Naaseh - who advice for relegiosly acts, nasehon is plural)
*Ishq ek aisee azmaayesh hai,
Ham ne tauba pe inhesaar kiya
(azmaayesh - exam, inhesaar karna -depend hona)
*************
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 380