donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Zaheer Rahmati
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Main sung bhi to nahin hon na aieena ho'n *
Main sung bhi to nahin hon na aieena ho'n,
Tumhare samne yeh sochta hon main,

Tumhein pata nahin kiyon lakdiyn sulagtein hain,
Tumhare pas hon kab se kah rah ho main,

Kabhi  kabhi to sitare bhi toot jate hain,
Ager tum  aise nahin ho to kya pata hon main,

Woh mahtab mere samne jab aata hai,
Na jane iks liyy pairon ko dakhta hon main,

Yeh char  payi khan le ke jarahein hain log,
Kiyon  itne dair talak aaj so raha hon main.
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 338