donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
parvez anjum
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* chhud.a ke khud ko ana ki giraft se nikli *
mene kis saleeqe se bewafa tere gham ko dil me rakha nihan 
kabhi dard banke utha nahi kabhi ashq banke gira nahin.. 
------------0------------ 
chhud.a ke khud ko ana ki giraft se nikli 
hamari jeet hamari shikast se nikli 
kafan ko sir se charagho ne baandh rakkha tha 
magar hawa bhi bade band-o-bast se nikli.. 
-----------0---------- 
hum lite rahe karwat teri yaad me shab bhar tak 
tanhai hi tanhi angdaai se bistar tak 
dariya me kahan taqat aake mere lab choo le 
meri pyas ka charcha he saahil se samandar tak.. 
-------------0----------- 
hisar-e-zabt ke andar sukoon me koi 
rago me khoon bahe aur khoon me koi 
chalo ke haath dikate hein usko hum apna 
razaai oudh ke aaya he june me koi 
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 412