donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
zubair alam
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Chhorh key sunnat rasul ki mila hai yeh inaam *
Chhorh key sunnat rasul ki mila hai yeh inaam 
Huye hain zamane mein ruswa wa badnaam 

Pyar ki kahani mein mitey aashiq tamaam 
Heer,raanjha,farhad,majnoo hain jin ke naam 

Barbad aashiq de rehey yahi paighaam 
Ishq hai fitna deewano ka kaam 

Gunha se nahin milta dil ko sukun wa aaraam 
Jo shadi se pehley ho wo ishq hai haraam 

Kaha rasul ne hai shaitaan ka kaam 
Khilwat ki baaton to kehna sare-aam 

Seh ke nabi ne zulm wa sitam ke ayyaam 
Liya tha sirf maafi se inteqaam 

Kartey raho duaa ka tum ahtimaam 
Allah karega her shai ka intizaam 

Rehega jab tak jahan mein islaam 
Chalega unhi duniya ka nizaam 

Guzrtey hai khamoshi se kartey nahin kalaam 
Aatey hain muskuratey huye jab hota hai kaam 

Zubair detey hain zamane ko ye ilzaam 
Reh gaya hai ab matlab ke liye salaam 
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 397