donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Arif Shafique
Poet
--: Biography of Arif Shafique :--

 

Arif Shafique Apnay Aehad Kay Aeham Aeham Shohra Main Shumaar Hotay Hain Inhon Nay Apni Sari Zindagi Shair o Adab Ki Khidmaat Main Surf Ki Hai Is Mada Parasti Kay Dour Main Shair o Adab Say Mukammal Wabastagi Rakhna Baray Hoslay Ki Baat Hai Wo Chahte To Kisi Aur Shobay Main Apni Salaiyato Ko Istimaal Karkay Khoob Dolat Kama Saktay Thay. Inka Tal'luq Pakistan Kay Aik Baray Gharanay Say Hai Lekin Inhon Nay Apni Zindagi Ka Maqsad Shair o Adab Ko Banaliya Hai Inki Shayari Ba-Maqsad Shayari Hai Jo Aik Sehat Mund Aur Pur Aman Maashray Ki Tashkeel Main Yaqeenan Aik Ahem Kirdaar Ada Karahi Hai Inkay Shayari Majmuay Awaam Main Mazhabi Tehzeebi Samaji Aur Siyasi Shaoor Peda Kar Kay Yaqeenan Inqilaab Kay Liyay Rahain Hamwaar Karahi Hai 

 

 
You are Visitor Number : 1788