donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
afsane
 
Urdu Couplets/Qataat/Rubayee on
URDU

تسلیم ہر اک دل کو ہے شانِ اردو

ہر سمت نمایاں ہے نشانِ اردو

دنیا نے مٹانے کی بہت کی سازش

Author : Mushtaq Darbhangwi

Rekhta ke tumhi_n ustaad nahi_n ho,

Ghalib, Kisi zamaane mei_n koi Mir bhi the.

Author : Mirza Ghalib

Isi mei_n hogi Khuda se bhi guftagoo,

Maikash, Ke roz-e-hashr bhi hogi miri zabaa_n Urdu.

Author : Maikash Kasshmiri

Urdu hai jiska naam hamee_n jaante hai_n, Dagh,

Hindustaa_n mei_n dhoom hamaari zabaa_n ki hai.

Author : Dagh

Jo yeh kahe ke rekhta kyo_nke ho rashk-e-faarsi, 

Gufta-e-Ghalib ek baar parh ke use suna ke yoo_n.

Author : Mirza Ghalib

Rekhta rutbe ko pahunchaaya hua usi ka hai,

Motqid kaun nahi_n Mir ki ustaadi ka.

Author : Mir Taqi Mir

Nahi_n khel, ai Dagh, yaaro_n se kah do,

Ke aati hai Urdu zabaa_n, aate aate.

Author : Dagh

 
Total Visit on URDU : 1111