donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Aamir Jamil
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Wohi rahber wohi talib mager ahsas nahin hein *

Wohi rahber wohi talib mager ahsas nahin hein
Woh fikro shok o lagan bahtari ilmas nahin hein

Humari souch ko soucho gay tu pohncho gay kab yaro
hein kuch ilfaz jo ab shairon k paas nahin hein

Bhouhat hum ney dikhey hein tumhein bhi pyar k mousam
Laga hai yeh k humein pyar bhi ab rass nahin hai

Kabhi samjo kabhi soucho zara Aamir k jazbon ko
Humein ab souchtey rehney ki zara pyass nahin hai

Kahan gum ho khayalon ki falak beeni fazaon mein
Tu mat doundo humein shair bhi hum kuch khas nahin hein

Tum bichrey ho tu such boulon humari kia kaifiyat hai
Barasti tu yeh ankhein hein mager udas nahin hein

 
Comments


Login

You are Visitor Number : 397