donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Abdul Aziz Khalid
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Harfe na mahkam pe jab se log sar dhunne lage *

Harfe na mahkam pe jab se log sar dhunne lage
Si liya ho.nto.n ko ham ne kaan bahre kar liye

Mainka khandit me.n dale jaap vishwamitr ka
Zindagi bhar ki kamaayee pal me.n maati me.n mile

Intazaar waada-e-farda ki aakhir koyee had!
Washide dil ho. kabhi to ghuncha khatir khule

Shero naghma roohe khawabeeda ko hai.n aawaz qum
Lafz se har sahebe taaj-o-asaa khayef rahe

Raat ke pichhle pahar bajta hai kaisa jaltarang
Ai banat unafshe gardoo.n ! yeh diye se kya jale


D-2,C, Defence Hosuing Society,
Lahore Cantt- 54782 (Pakistan)

 

 
Comments


Login

You are Visitor Number : 440