donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Abdul Jaleel Ebad
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Na to berukhi ka gilaa mujhe na hee chahato.n ka sawal hai, *

Na to berukhi ka gilaa mujhe na hee chahato.n ka sawal hai,
mujhe aaj tak na samaaj sakah baas iska hee to malaal hai,

Ye mohabatei.n ye rafaqtei.n meri kayinaat ki saans hai.n,
diya nafraatto.n ki hawa may aab jo jalaah hai ye to mahaal hai,

Meri washaatei.n hi na kaam huei.n meri khalwatei.n hi na chup huei.n,
kisay kya khabar ye dewanapan meri khwahisho.n ka kamal hai,

Kabhi chaand neklay jo raat may to ye reh-guzaar say chamaak utay,
jo mein khush-namaa bhi kabhi lagoo.n to usi ka aks-e-jamaal hai,

Dil-e-dasht may jo chaali hawaah to wo layi gaihr kay ye ghaataah,
jo shaajaar tha kabsay khizaa.n asaar wohi baresho.n mei.n nahaal hai.

 
Comments


Login

You are Visitor Number : 452