donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Abdul Jaleel Ebad
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Do hisso.n may zaat meri takseem hue, *

Do hisso.n may zaat meri takseem hue,
tutay khwab to phir unki tafheem hue,

Jin kay kol-o-fail nahi tay ek jaisay,
hum pay wajeb unki bhi tazeem hue,

Dekhay baal-e-haat hai.n jinsay luthtay hai.n,
phir bhi aapni soch may kab tarmeem hue,

Hum bhi to taqseem hue hai.n khano.n may,
isi liye ye darti maah do neem hue,

Humnay jiski qadaar na ki to uski phir,
waqt nay badli aankh to tab taqreem hue,

Khami hai bas aik humari haasti may,
tokhro.n say bhi is may na tanzeem hue,

Khushboo kitni baar humaray paas ayi
be-his tay hum iski na taqreem hue.

 
Comments


Login

You are Visitor Number : 416