donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Abdullah Saghar
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Kaun hoo.n mai.n kya hoo.n meri baat sun le ghaur se *

Kaun hoo.n mai.n kya hoo.n meri baat sun le ghaur se
mai.n hoo.n din mujhse jaha.n mei.n roshni ka hai jamal
auj insan ki haqeeqat mujhse roshan dahar mei.n
sanat-v-harfat ka qayam mere dum se hai kamal
mai.n ujale ka payami hoo.n andhere ka raqeeb
har zaroorat mand ka poora mai.n karta hoo.n saval
aaina din ko dikhai shab ki kya auqat hai
door kar apna andhera naam tera rat hai

Raat ne din se kaha ke hai tera be ja gharoor
tu poojari dhoop ka hai chandnitujh mei.n kaha.n
eik sooraj ke siva kuch bhi nahi.n hai tere paas
mere daman mei.n hai.n bikhre mah va Anjum kehkasha
Aankh din mei.n dekh sakti hai faqat ruye zami.n
raat hai Aankho.n ki thandak ahtasham aasma
mai.n thake hare huye logo.n ko deti hoo.n sakoo.n
karva.n ruk jai tera khuvab mei.n na duu.n


Yeh to ek sachchai hai jhutla nahi.n sakta koi
din ki amad hi se pahiya ghoomta hai kam ka
yeh bhi zinda haqeeqat rat agar hoti nahi.n
aadmi pata nahi.n vaqfa kabhi aram ka
kargah zindagi mei.n rat aur dinka amal
eik hai aaghaz ka aur eik hai anjam ka
lazim v mulzim hai.n dono hi yakta kuch nahi.n

 
Comments


Login

You are Visitor Number : 355