donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Ahmad Rizwan
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Agar aamada-e- guftaar ho jaaye sitara *
Agar aamada-e- guftaar ho jaaye sitara,
Hamara kasa-e-  shab zaar ho jaaye sitara,

Chiragh-e-sham ko phir kis liye raushan kare'n ham,
Agar yeh lamha zoobar ho jaaye sitara,

Achanak khil uthe aflaak ki duniya nazar me'n,
Achanak nii'nd se bedaar hojaye sitara,

Chiragh-e- khak hi raushan na ho gar khak walo!
Hamaare waste bekaar ho jaye sitara,

Woh shab bhi aaye ke guftaar ho meri "Ahmad",
Achanak shamil-e- guftaar ho jaaye sitara.

					Akhbar-e- Watan, Room no.10
					2nd floor, Mari Road,
					Rawalpindi (Pakistan)
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 394