donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Akhtar Shairani
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Meri sham-e-Ghum ko wo bahla rahe hai'n *
Meri sham-e-Ghum ko wo bahla rahe hai'n, 
likha hai ye Khat mai'n ki hum aa rahe hai'n ,
Thaher ja zara aur dard-e-furqat, 
humare taswer mai'n wo aa rahe hai'n, 
Ghum-e-aqbat hai na fikr-e-zamana, 
piye ja rahe hai'n jiye ja rahe hai'n, 
nahi shikawa-e-tashnagi mayakasho ko, 
wo aNkho'n se maiKhane barasa rahe hai'n ,
wo rashk-e-bahar anewala hai "Akhtar" 
kanwal hasrato'n ke khile ja rahe hai'n. 
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 364