donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Aleena
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Aansoo bhi ab to ruk ruk kar galon se mere behte hain, *
Aansoo bhi ab to ruk ruk kar galon se mere behte hain, 
Yeh raat ki tanhayi ehsas dila rahi hai kitni akeli hon main.. 
Na koi hai ab jis se rooth jaon is maan se ke roothne na de mujhe, 
Jo wo nahin is jahan mein to ab khud ki khud hi saheli hon main.. 
Mujhe khud ko lagta hai tarashna bhi kahan hai aya, 
Shaiyad apne ap keliye bhi ajeeb paheli hon main.. 
Mujhe apna chehra bhi lagta hai kuch ab to paraya sa, 
Jo ati nahin nazr wo surat ke jiske sang sang sada kheli hon main.. 
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 382