donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Aleena
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Tere hain tere raheinge hum, wada raha badleinge na hum *
Tere hain tere raheinge hum, wada raha badleinge na hum 
Duniya chahe hazaron rang mere sanam badalti rahe , 

Ek dooje ki nigahon ke samundar se nikleinge na hum 
Jag ki har lehar hum se takra ke khud chot khati rahe, 

Milaya hai Rab ne to kabhi ab bichdeinge na hum 
Lakh chale chaalein lakh duniya koshishein karwati rahe, 

Aa jaye bhi jo khiza ka mouasam, bikhrenge na hum 
chaman ko ujarhne ke bahaar kitne hi bahane banati rahe, 

Aag mein jal kar kundhan baneinge mgar pighleinge na hum 
Apni hi lagayi aag mein duniya chahe khud ko jalti jalati rahe, 

Hai wada sang jeene ka apna, ghut ghut kar mareinge na hum 
Sun ae duniya, kuch asar na hoga kitne bhi tu kante rah mein bichati rahe!! 
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 326