|
* koi kiun samjheyga aakher? *
koi kiun samjheyga aakher?
Koi kiun?
Mein apna aap nahain samjha hun,
Kin baatun se khush huna he?
Kaunsi baatein dil ka roug baneingi aakher?
Kitney nazuk lamhun mein,
Kitney hi anjaan se ehsaas,
Mery dukh ke saathi bantey?
Mery dil ki darrkhan bantey?
Koi kiun samjhega aakher?
Mery dil ki tanhaai ku!
(ali baba taj, quetta)
|
|