donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Ali Baba Taj
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* ایک جواب aik jawab *
ایک جواب
aik jawab

علی بابا تاج
Ali Baba Taj


اساطیر زندہ ہونگے اور خواب جی رہے ہونگے

asaateer zinda hongey aur khawb ji rahe hongey

آوازوں میں رس بھر آیا ہوگا

awaazuN meiN rass bhar aaya hoga

گلاب ہر رنگ میں کھل رہے ہونگے

gulaab her rang meiN k'hil rahe hongey

خوشبوؤں نے پھولوں کی قبائیں چاک کر لی ہونگی

khushbouN ne phoolUn ki qabayeiN chaak kar li hongi

پرندوں نے اپنے پروں کو آسمان کے چہرے پر پھیلا دیا ہوگا

parenduN ne apney paruN ku aasmaan k chehrey per p'haila diya hoga

دھوپ آنگن میں اٹکیلیاں کھیل رہی ہوگی


dhoop aangan meiN meiN aTkeiliyaaN k'hail rahi hogi

قریب کے اسکول میں بچوں نے حرف جوڑ
دیا ہوگا

qareeb k school meiN bachchuN ne harf jorr dia hoga

بازار میں دکاندار نے اپنے پہلے گاہک کو دیکھ لیا ہوگا

bazaar meiN dukandaar ne apney pehley gaahak ku daikh lia hoga

ایسے میں تم نے بھی مجھ سے کچھ کہا ہوگا

aisey meiN tum ne bhi mujh se kuch kaha hoga

کہا ہوگا

kaha hoga

میں نے بھی سنا ہوگا

meiN ne bhi sona hoga

لفظوں کے تعاقب میں خلاؤں میں ہوں

lafzuN k taaqub meiN khalauN meiN huN

خاموش نہیں

khamosh nahaiN
*********************
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 309