|
* Pir-e-gardoo'n ne kaha sun ke, kahin hai koi! *
Pir-e-gardoo'n ne kaha sun ke, kahin hai koi!
Bole sayyaare, sar-e-arsh-e-barin hai koi!
Chaand kahta tha, nahin, ahl-e-zamin hai koi!
Kahkashaan kahti thi, poshida yahin hai koi!
Kuchh jo samjha tau mere shikwe ko Ruzwan samjha,
Mujhe jannat se nikala hua insaan samjha. |
|