|
* Aai aawaaz ghum-angez hai afsana tira, *
Aai aawaaz ghum-angez hai afsana tira,
Ashk-e-betaab se labrezhai paimana tira.
Shukr shikwe ko kiya husn-e-ada se tu ne,
Hum sakhun kar diya bando'n ko khuda se tu ne.
Hum tau mayal ba-karam hai, koi sayal hi nahi'n,
Rah dikhlai'n kise rahraw-e-manzil hi nahi'n.
|
|