donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Allama Iqbal
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Tarbiat aam tau hai, jauhar-e-qabil hi nahi'n, *
Tarbiat aam tau hai, jauhar-e-qabil hi nahi'n,
Jis se taamir ho aadam ki yeh woh gil hi nahi'n.

Koi qabil ho tau hum shan-e-kai dete hai'n;
Dhoondne waalo'n ko duniya bhi nai dete hai'n!

Haath be-zor hai'n, ilhaad se dil khoo-gar hai'n,
Ummati baais-e-ruswai-e-paighamber hai'n.
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 372