|
* Tum mei'n hooro'n ka koi chahne wala hi nahi'n, *
Tum mei'n hooro'n ka koi chahne wala hi nahi'n,
Jalwa-e-tur tau maujood hai, Moosa hi nahi'n.
Munfait ek hai is qaum ki, nuqsaan bhi ek,
Ek hi sab ka nabi, din bhi, imaan bhi ek,
Harm-e-paak bhi, Allah bhi, Quran bhi ek,
Kuchh bari baat thi hote jo musalmaa'n bhi ek!
|
|