donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Allama Iqbal
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Khas-o-khashaak se hota hai gulista'n khaali, *
Khas-o-khashaak se hota hai gulista'n khaali,
Gul bar andaaz hai khun-e-shuhda ki laali.

Rang gardoo'n ka zara dekh tau unnabi hai,
Yeh nikalte hue suraj ki ufaq taabi hai.

Nakhl-e-Islam namoona hai bro-mandi ka,
Phal hai yeh sainkro'n saalo'n ki chaman bandi ka.

 
Comments


Login

You are Visitor Number : 462