donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Allama Iqbal
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Tu abhi rahguzar mei'n hai qaid-e-makam se guzar, *
Tu abhi rahguzar mei'n hai qaid-e-makam se guzar,
misr-o-hijaz se guzar, paires-o-shaam se guzar,

jis ka amal hai be-garaz, us ki jaza kuchh aur hai,
hur-o-khayam se guzar, bada-o-jam se guzar,

garche hai dilkusha bahut husn-e-firang ki bahar,
tayarek buland bal dana-o-dam se guzar,

koh shigaf teri zarab tujhse kushad sharq-o-garab,
teze-hilahal ki tarah aish-o-nayam se guzar

tera imam be-huzur, teri namaz be-surur,
aisi namaz se guzar, 
aise imam se mumkin hai, 
ke tu jis ko samajhta hai baharan e guzar.
 
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 451