|
* Chaak is bulbul-e-tanha ki nawa se dil hon *
Chaak is bulbul-e-tanha ki nawa se dil hon,
Jaagne wale isi baang-e-dara se dil hon.
Yaani phir zinda naye ahd-e-wafa se dil hon,
Phir isi bada-e-deereena ke pyaase dil hon.
Ajmy khum hai tau kya, mai tau Hejaazi hai miri,
Naghma Hindi hai tau tya, lai tau Hejaazi hai miri. |
|