|
* Qaafila ho na sakega kabhi weeran tera *
Qaafila ho na sakega kabhi weeran tera,
Ghair yak baang-e-dara kuchh nahin samaan tera.
Nakhl-e-shama asti-o-dar should dood resha-e-tu,
Aaqbat soz bood saya-e-andesha-e-tu.
Ki Mohammed se wafa tu ne tau hum tere hain,
Yeh jahan cheez hai kya, lauh-eo-qalam tere hain. |
|