|
* Aai aawaaz ghum-angez hai afsana tira *
Aai aawaaz ghum-angez hai afsana tira,
Ashk-e-betaab se labrezhai paimana tira.
Shukr shikwe ko kiya husn-e-ada se tu ne,
Hum sakhun kar diyabandon ko khuda se tu ne.
Hum tau mayal ba-karam hai, koi sayal hi nahin,
Rah dikhlain kise rahraw-e-manzil hi nahin. |
|