donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Allama Iqbal
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Lab pe aatee hai duaa banke tamannaa merii *
Lab pe aatee hai duaa banke tamannaa merii

nek jo raah ho us raah pe chalaanaa mujhko 
zindagii shammaa kii surat ho Khudaayaa merii

duur duniyaa kaa mere dam pe andheraa no jaaye 
har jagah mere chamakne se ujaalaa ho jaaye

ho mere dam se yoo’n hii mere watan kii ziinat 
jis tarah phuul se hotii hai chaman kii ziinat

zindagii ho merii parawaane kii surat yaa rab 
ilm kii shammaa se ho mujhko mohabbat yaa rab

ho meraa kaam ghariibo’n kii himaayat karnaa 
dard-mando’n se zaiifo’n se mohabbat karnaa

mere allaah buraaii se bachaanaa mujhko 
nek jo raah ho usi raah pe chalana mujhko

 
Comments


Login

You are Visitor Number : 364