donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Ameer Kazalbash
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Aaj Ki Raat Bhi Guzari Hai Meri Kal Ki Tarah *
Aaj Ki Raat Bhi Guzari Hai Meri Kal Ki Tarah, 
haath aaye na sitare tere anchal ki tarah, 
  
raat jalati hui ik aisi chita hai jis par, 
teri yaden hain sulagate huye sandal ki tarah, 
  
tu ki dariya hai magar meri tarah pyasa hai, 
main tere paas chala aunga badal ki tarah, 
  
main hun ik Khvaab magar jaagti ankhon kaa "Ameer" 
aaj bhi log gavan de na mujhe kal ki tarah .
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 298