donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Ameer Minai
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Kah rahi hai hashr mai'n wo ankh sharmai hui, *
Kah rahi hai hashr mai'n wo ankh sharmai hui, 
haye kaise is bhari mahfil mai'n ruswai hui, 
aine mai'n her ada ko dekh ker kahte hai'n woh, 
aaj dekha chahiye kis kis ki hai aaii hui, 
kah to ae gul_chhiin asiran-e-qafas ke waste, 
torh loo'n do char kaliyaN mai bhi murjhai hui, 
mai to raz-e-dil chhupao'n per chhipa rahne bhi de, 
jaan ki dushman yeh zalim aaNkh lalachai hui, 
humza-o-naz-o-ada sab mai'n hai haya ka lagao, 
haye re bachpan ki shokhi bhi hai sharmai hui, 
vasl mai'n Khali hui raqibo'n se mahfil to kya, 
sharma bhi jaye to janoo ke tanha hoi. 
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 498