donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Aryan
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Jahan mein aisa kaun hai, keh jisko gham mila nahi *
Jahan mein aisa kaun hai, keh jisko gham mila nahi 
Dukh aur sukh ke raaste baney hain sab ke waaste 
Jo gham se haar jao ge tau kis tarah nibhaao ge 
Khushi mile hamein keh gham jo hoga baant lein ge hum 
Mujhe tum aazmaao tau zara nazar milaao tau 
Yeh do jism sahi magar, dilon mein faasla nahi 
Tumhaare pyar ki kasam, tumhaara gham hai mera gham 
Na yun bujhe bujhe raho jo dil ki baat hai kaho 
Jo mujh se bhi chupaao ge tau phir kise bataao ge 
Main koi ghair tau nahi, dilaaun kis tarah yaqeen 
Keh tum se main juda nahi hoon, mujh se tum juda nahi
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 398