* Din ko chain na raat ko qarar hai bhai *
Din ko chain na raat ko qarar hai bhai
lagta hai yeh mohasbat ka khumar hai bhai
humaare bas mein ghr hota tou isay samjaate
iss dil peh na mera koi ikhtyar hai bhai
jis ki baaton mein mohabat ki chashni hai
shaehd ki tarah meetha mera dildar hai bhai
umeed hai kay uhs nay sanbal rakha ho ga
pehli bar dil kisi ko diya udaar hai bhai
yeh haqeeqat hai jisay mein jutla nahein sakta
Asghar kay dushman bout hein koi na dost hai bhai |