donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Ashhar Hashmi
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* HAI KAUN JIS SE KE WAADA KHATA NAHI HOTA *
HAI KAUN JIS SE KE WAADA KHATA NAHI HOTA,
MAGAR KISI KA IRADA KHATA NAHI HOTA,
JAHAA'N BESAAT PE GHIR JAAYE SHAH NARGHE MEI'N,
WAHAA'N KABHI BHI  KHATA NAHI HOTA,
WOH DUSHMANO'N MEI'N AGAR HO TO BACH BHI JAAYU'N MAI'N,
ISI KA WAAR MUBAADA KHATA NAHI HOTA,
JO SAR BACHE BHI TO DASTAAR BACH NAHI SAKTI,
NISHANA USKA ZEYADA KHATA NAHI HOTA,
KISI KI GARDE SAFAR BAITH TE BHI DEKHENGE,
HAMARI NAZRO'N SE JAADAH KHATA NAHI HOTA,
HAI'N TAJURBE MERE EHSAANMAND LAFZO'N KE,
HO SHAKAL YA KE LEBAADA KHATA NAHI HOTA.
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 431