* Jab main apne ghar se nikla usse milne ke liye *
Bata raha hoon bar mahal
Jo tujh mein aqal hai sambhal
Yahi fareb ka hai hal hadd ghuroor se nikal
Jab main apne ghar se nikla usse milne ke liye
Khushnuma taneel ki barnaiyon mein kho gaya
Lamha par noor ki ranaiyon mein kho gaya
Gungunati khilti parchhaiyon mein kho gaya
Muntashar aur har asan nazar ati hai mujhe
Khud se har lamha pashima nazar ati hai mujhe
Zindagi khuvb pareshan nazar ati hai mujhe
Kin masil ke azaiyon mein giraftar hoon main ?
Hum hain bimar shab chal ke dekhen zara
Roshni ki sada gunjti hai jahan
Naram rukhsar v lab chal ke dekhen zara
Uski bazm tarab chal ke dekhen zara
Mastiyon mein sar hilakar rah gaye
Mandli walon ko jane kya hua
Geet ka mukhda gulon mein phans gaya
Dhol par thapen ugakar rah gaye |