donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Ata Aabdi
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Nishate kaar se mahroom hii sahi, ham bhii *
Nishate kaar se mahroom hii sahi, ham bhii 
hawas se zeest ki phir bhii nahii tahii ham bhii

hame bhii zo'm hai danishwarana munsib ka
hai'n mubtalae farebe khud aagahii ham bhii

hai'n muth'thiyo'n mei'n sabhii rahnuma khatoot agar
uthaye phirte hai'n kyo'n bare gumrahi ham bhii

hia zeest naam taghaiyyer ka yeh suna to hai
wahi ho tum bhii wahi gham bhii aur wahi ham bhi

agar hai dawae ulfat to kyo'n uthaye phire'n
misale munshi wo taajir 'Ata' bhi ham bhii
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 331