* Aashista rahwaar se Hazrat ne ye kaha *
Aashista rahwaar se Hazrat ne ye kaha
Ab waqt hai wida ka ay asb e ba wafa
Jangal mein ghar Batool ka lut ta hai Zuljanaah
Ab saath ek umr ka chut ta ha Zuljanaah
Ay khush kharaam ab na bachega tera sawaar
Ab ye gulu e khushk hai aur taegh e aabdaar
Ab laash par ghareeb ke daudeinge rahwaar
Pamaal hoga ab Shahe mardoon ka gul |