|
* Wo beheesab jo pee ke kal sharab aya, *
Wo beheesab jo pee ke kal sharab aya,
Agarche mast tha mai'n par mujhe heejab aya ,
Idhar Khayal mere dil me'n zulf ka guzara ,
Udhar wo khata hua dil me'n pech-o-tab aya ,
Khayal kis ka samaya hai dida-o-dil me'n,
Na dil ko chain mujhe aur na shab ko Khwab aya. |
|