donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Baqi Siddiqui
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Aa_ii na phir nazar kahii.n jaane kidhar ga_ii , *
Aa_ii na phir nazar kahii.n jaane kidhar ga_ii ,
un tak to saath gardish-e-shaam-o-sahar ga_ii,
[gardish-e-shaam-o-sahar=passage of time]
kuchh itnaa besabaat thaa har jalvaa-e-hayaat ,
lauT aa_ii zaKhm khaa ke jidhar bhii nazar ga_ii,
[besabaat=momentary]
aa dekh mujh se ruuThne vaale tere baGhair ,
din bhii guzar gayaa merii shab bhii guzar ga_ii,
naadim hai apne apne qariino.n pe har nazar ,
duniyaa lahuu uchchhaal ke kitnii nikhar ga_ii.
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 449