* Madha kiski hai kis ulfat ki mehak aati hai *
Madha kiski hai kis ulfat ki mehak aati hai
Sher padhta hun tilawat ki mehak aati hai
Wo Mohammad nahi to jaan-e-Mohammad hoga
Uski baaton se shafa'at ki mehak aati hai
Hath phailai huye ayein kyun na dar pe malak
Uski roti se qana'at ki mehak aati hai.
|