Ali mein rab ki jo koi sifat hai Ali ka haq hai rab ki maslehat hai Ali ka naam lena bhi ibadat Ibadat bhi Ali ki marefat hai Ali walon namazon ko na chchodo Namazon mein Ali ki marefat hai