donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Faisal Khan
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* jissay dekh kar laboon per hansi bikhar jati thi *
jissay dekh kar laboon per hansi bikhar jati thi 
ussi mohini surat ka intezaar mujhay aaj bhi hai 

aakhri lamha mujhay aaj bhi yaad hai hijr ki raat ka 
ussi lamhay ka karb uss waqt bhi tha aaj bhi hai 

himmat na rahi wasal ki dasstaan raqam karnay ki 
himmat tooti thee jiss lamha, wohi lamha aaj bhi hai 

jatay samay jo bikhra tha meri mohabbat ka bharam 
bay karan wajood uss waqt bhi la hasil tha aaj bhi hai
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 376