* zindagi main guzaray chand lamhay jo tere saath *
zindagi main guzaray chand lamhay jo tere saath
un lamhoon ko amar karna chahta hoon
tere saath iss bandhan ka koi naam na saheh
iss benam say bandhan ko koi naam dena chahta hoo
agar mujhay mil jayay kahin hayat duam
apni hayat ko tere naam karna chahta hoo
agar kabhi uthaon jo dua kay liyay apnay haath
har dua main teray liyay ik naya muqam chahta hoon
|